|
EK
ek lamha kabhi halka, kabhi bhari kabhi chhota, kabhi lamba kabhi tust, kabhi klant ek lamha ek vichar kabhi saccha , kabhi kaccha kabhi uncha, kabhi neecha kabhi vyarth, kabhi samrth ek vichar ek swar kabhi vish, kabhi madhur kabhi shist, kabhi rust kabhi prem, kabhi krodh ek swar ek manusya kabhi ye , kabhi wo kabhi dhanik , kabhi shramik kabhi deen , kabhi heen ek manusya!
|
|