Aj shayad vyathit hai man
kyon, ye jaan kar bhi anjaan hai man
karke bhi na kar pane ki jid me ,
kuch kar pane ki aas me hai man
bandha, bandha janjiro me jakda
ud pane ko achham , betab hai man
Band khothri ke saman sa niras hai man
surile saaj ki awaj per thirkane ko
nadi ki laymai aagaj pe chahkne ko
Kaun nahi chahata bahakana
per nisha ki tarah hi sada tareseno ko
yahan majboor hai mera ye man......